-->
Aarzu kay faraib se bachtay raho, kyn kay kitnay he log aisay hain jo din ko kisi baat ki aarzu kartay hain lekin isay hasil nahi kar patay makan banatay hain lekin ismai rehna naseeb nahi hota, or maal jama kartay hai lekin isay kha nahi saktay.
0 comments:
Post a Comment